Tuesday, February 14, 2017

Kya dhunde ye dil...

Kya dhunde ye dillll...-2
Kuch khoya sa...
Khali-khali dil...
Adhura-adhuraaa saaa...
Suljha-suljha mein
Ab khud mein uljhaaa saaa...
Dil ki dil hi jaane...
kuch piche choota saaaa...
Ye kesi bekrari...
Ye kesi mushkill...haah
Kya Kya kya? Kyaaaah...!
Kya dhunde ye dilllll...
Hai kiski tallash mujhe...?
Kiske liye main hu tehra/tanha saaaa....
Ab talak dilll mein mere...
Har koi mujh se judaa[seperate] saaa...
Kooooiii begana ah haa haa, koooiii apnaaah...
Kooooi sacha to kooooi jhoota saaa...
Koi anjanaaaa apnaaaa lageeeeh....
Koi apnaaaa hi beganaa saaa....
Kon hai vo konnnnn hai voooh....
Dil jiseeeee dhunda kareee...
Dil jiskiiii eee talllassh kare...
Dil jise apnaaa kaheee...
Jo mujme rahe, raagoo me lahu ban ke bahee....
Lekhon me meri jikra uska rahe, subha us se hi, ye sham-o-seher tujh se hi...
Sanseein meri dhunde manjile, basne ki tujhmein ibadat karein...
Tere dil mein dhunde basera mera...
Jab teri hai haa to kya tera mera?
Sabhi apna sa...
Koi apna aisa sach hotaaa
saaaapna saaaaa...
Ho jaye mukamaal jahaa...
Jaye jo koi mujko aisa mil...
Kyaaa dhunde ye dilll...
Main hi na jaano...
Machlta rahu mai hi na manoo...
Kon-Kaisaaa-kaisa kon...
Aisa koi jo barish me bhige mere sang...
Berang si duniya me meri bhar de jo sab raang...
Koi aisa jo sada ke liye gale se lagaa leee...
Dil mein jo kasmokash hai usko bujha deeeh...
Dhadkaaan sun le machalti meri...
Sanseen mahsus karle behalti meri...
Roote hue ko jo fir se hasaaaaa deee...
Udta firuuuu kabhi na giiiru...
Khul ke be dar fir se jiyoooo....
Madhooos bin piyeee....
Behoosss sa uske liyeee...
Khamoshiyo ko vo ek geet bana de...
Andhero ko vo ek sawera dikha de...
Dil ki gehraiyon me utaaarr, khud mein vo mujko duba de...
Be-mosam ghatao se khul ke batta de...
Mein hu haa sirf uskaaa...
Andhiyo ko bhi is traha se cheeekh ke joroooo se chilllaaa ke bata de....
Daraa deee, dhamka deee...
Khudaaa ko dikha dee rab se mila de...
Bepanah mohaabaat kar ke...
Sadiyo ke liye mujko apna banaa leeee
Dikha de Dikhaaa deeee...
Aisa koi muje kare pyar to jaldi se jaldi...
Koi us se milaaa deeee....
Milaaaa deeeeeee
Milaaaa deeeeeee
Dilaaaaa de azaaadiii meri khud ki bandishoon se...
Dar lagne laga hai ab toh apni khwahishon se...
Sach koi kar de koi to hoga mera...
Aisi bana de kahani koi apni chahto seeee....
Gar jo hoooh aisaa haaah jayeee....
Apni kahani har dil mein basa doon...
Mil jaye mujko aisa koi...
To jee ke dikhaaa doon...
Jeeee keeee dikha doooooooonnnnn......
Ye dhunde dil bas itni si khwahish.
Bas ye dhunde dil.

Thanks

No comments:

Post a Comment

Evolution of Superior Life Forms and their Extinction.

A collision created matter for life in the medium "aqua". Tiny microscopic life evolve into various life forms. From marine pla...